Sad Urdu Poetry: Ab kay tajdeed e wafa ka nahi imkaan janaan, yad kya tujh ko dilain tera paiman janaan, yoon hi mosam ki ada dekh k yaad aya ha, kis qadar jald badal jaty hain insaan janaan, zindagi tery liay thi so teray nam ki ha, ham ne jesay bhi basar ki tera ehsaan [...]