dard bhari shayari

Sad urdu Poetry | andaz qatilana

April 17, 2011

This sad urdu poetry is written by Dr. Arif . Ghazal is as follows sulah karna to ik bahana tha, gow k andaz qatilana tha, jaan se guzray to bhaid ye paya, wo haqiqat nahi fasana tha, waqt guzra ha aik eisa bhi, saya jab zaat se begana tha, us ki manzar kashi pe hairaan [...]

Share
Read the full article →

Designed Poetry | har qadam

April 16, 2011

Designed Urdu Ghazal This urdu ghazal is designed beautifully as you can see. a roman urdu version is following: har qadam guraizan tha, har nazar main wehshat thi, maslihat parastoon ki rahbari qayamat thi, manzil e tamanna tak kon sath deta ha, gard e sae la hasil har safar ki kismat ha, aap hi bigarta [...]

Share
Read the full article →

Sad Urdu Poetry | Tera Gham

April 9, 2011

Sad Urdu Ghazal mushkiloon se isay smabhala ha, ik tera gham jo ham ne pala ha, ehd o paimaan tor kar sary, mujh ko uljhan main tu ne dala ha, mil gain talkhiyan zamany ki, fikr e duniya ne rond dala ha, zindagi kho gai andheron main, kon jany kahan ujala ha, sab se milta [...]

Share
Read the full article →

Designed Poetry | Muhabat per Shair

April 6, 2011

  This piece of sad urdu poetry is designed beautifully. Muhabbat per Shair arz ha: Tum laot k anay ka takalluf nahin karna, ham aik muhabbAt ko dubara nahin karty,  

Share
Read the full article →

Sad Poetry | Urdu Ghazal

April 5, 2011

  Sad Poetry | About Poet: The sad Poetry in the picture has been written by Qaisar Abbas Qaisar. In this Urdu Ghazal, the poet has explained his deep feelings… Sad Poetry | Ghazal in Roman Urdu Kurb us ka dil e nadaan dubara mangay, jis ne toofan dia us se kianara mangay, Ay khuda [...]

Share
Read the full article →

Designed Poetry | Gham

April 2, 2011

Sad Urdu Poetry: gham k marun k sisaknay ka samaan dekha ha, dard insan k pehlu main jwan dekha ha, dard or dukh to milay mil na saka dil ko sukoon, dil k har parday main ek gham ko nihaan dekha ha, gulshan aabad tah e daam e sayadaan hi raha, har jaga bulbuloon ko [...]

Share
Read the full article →

Beautiful Sad Urdu Poetry

March 29, 2011

Sad Urdu Poetry: Ab kay tajdeed e wafa ka nahi imkaan janaan, yad kya tujh ko dilain tera paiman janaan, yoon hi mosam ki ada dekh k yaad aya ha, kis qadar jald badal jaty hain insaan janaan, zindagi tery liay thi so teray nam ki ha, ham ne jesay bhi basar ki tera ehsaan [...]

Share
Read the full article →

Urdu Ghazal | Fiza kay sard lehjay ki

March 27, 2011

fizaa k sard lehjay ki adain raqs karti hain, gaye lamhon ki huwahesh main hwain raqs karti hain, sitary toot tay hain jab to ghar k eik konay main., kisi k surkh hontun per duaen raqs karti hain., kai basty gharoun per ik sannata sa chaya ha, kai khali makanoun main sadain raqs karti hain, [...]

Share
Read the full article →

Urdu Poetry | Urdu Ghazal

March 25, 2011

Best Urdu Ghazal   Hamari chahat ka lamha lamha wisal hota kamal hota, tumhara ham se bicharna har pal m’haal hota kamal hota,   hawa ki lehron main doltay kuch khazan raseeda ye zard pattay, kisi ki chahat main tera bhi gar ye hi hal hota kamal hota, ….

Share
Read the full article →