Designed Urdu Poetry
Jab nend se ankhain bojhal hon,
or apnay ankhun se ojhal hun,
phir nend bhla kab ati ha,
jab dil main bsanay waly bhi,
or sath main hansnay waly bhi,
door kahin wo basty hon,
kisi or kay sath wo hansty hon,
phir nend bhla kab ati ha,
jab gham ki rat andheri ho,
or us main yad bhi teri ho,
na dil main koi ujala ho,
phir nend bhla kab ati ha
