Sad Urdu Ghazal
bichaye jal kahin jamaa aab o dana kia
phir us nay saray parindoon to bay thikana kia,
main tera hukam nahi taalta magar mujha main,
na jaanay kon ha jis ne tera kaha na kiya,
bjz yakeen koi chara nahi raha meray paas,
k pehli bar to us nay koi bahana kiya,
milay je gham to unhain apnay pas hi rakha,
khushi mili to tairi taraf rawana kiya,
main musht e khaak sitaroon ka ham nawa thehra,
main aik pal tha or us nay mujhay zamana kiya,
A beautiful sad urdu ghazal for u fiends please appreciate….

Pingback: ....:::Shair O Shaery:::....